jivan chalit hain ........
har pal chalit rahna hi jivan ki niyati hain .
kya karta hain seeker sara din
kutch bhi tho nahi .
suraj ugne ke saath din ka naya aayam shuru hota hain ..
aur shuru hoti hain ek nayee kahani ,
jivan ke nav(9) rasoo mei ...woh ghatit hota hain.. ..
rag ,rang ,prem ,karuna ,vir ,krodh ,bhakti ,..........ke rangoo se sarabor hota hain.
khoob maaza leta hain enka ,
phir raat dhale soo jata hain ....
koi chunav nahi ..
rangoo ki .
jivan ke rangoo ke prati ek samyak drishti ke sang ...
har subah khilta hain aur raat dhale maar jata hain
..........................................
1 comment:
Jivan chalit hai
Buddha ke liye,
har kisi ka jivan chalit nahin.
wo to khade huyen hai chalana hi nahin chahte.are unka bas chale to Buddha ko bhi rok dein. aur Ithaas kahata hai ki roka hai poori koshish ki hai rokane ki.
ye to osho jaise buddhon ne khoob hilaya hai tab jake thode bahut chale hai, nahin to dube pade the kaun kaun se ras rang mein.ungali pakad ke chalna sikhaya osho baba ne phir bhi nahin sikhe.auron ki baat chhodo Amrito jaise nikatatam
sanyasi ke pair bhi yahan ladkhadate hai.
Haan jivan chalit hai agar bhara hai vipasana se, Prem ki madhoshi se, sharab aur kam ki ladkhadahat se bhara jivan chalit nahin kanklit hai.
dhanyawad usaka ki usane mujhe chalaya, aur meri chetana ko jagaya taki woh use pal pal chalati rahe.
mera prempurn dhanyawad unko jo chale.
aur karunapurn aagrah unko jo na chale.
love nirvana
Post a Comment