saiiiiiiiiii nath sai nath ...kutch saloo se sai mere saath hi rahte hain ......
jab aap parampita se milne chalte hain tho kae sadguru ,sant ,seedh apko raste mei milte hain .kutch sareer mei hote hain kutch bina sareer ....sab ko aapki khabbar hoti hain .
meri sainath se koi khass jaan pehchan nahi thi ....
yeh khissa bhi ajeeb tareke se shuru hua ...
mei apne ek parichit ke ghar gae thi ,
batoo battoo mei GHAR jane ki baat nikal padi ...
aur bass kya tha rom rom se ram baahne lage ..............
mei unhe ghar jane ki baat batane lagi
sarer fir basuri baan chuka tha .....
parampita ke sur bahne lage thea
ki aachanak mujhe laga jaise kise ne mujhe pukara ....
woh naam ess sarer ka naam nahi tha per mere bhittar mujhe maloom ho gaya tha ki se ne mujhe pukara .....
mera sarer turant uth khada hua ,
jaha se awaz aayi thi udhar kae parde lage thea
sare pardoo ko hatate hatate mei ek kamre mei pahuci
jab aakhri parda hataya tho waha sai nath ki badi se photo lagi thi
unhe deekhte hi mei zor se muskura padi ...........hasne lagi
aur kaha ..ki ohhh acha aap hain ........
hi boss ...........aur salam kiya unko .
tab se aise kadi judi ki sai aur mere beech guftugu hoti hi rahti hain
mere saar pe unka haath hain .............
hey sai tere aane se hua dhayaa yeh dharti dham dham ...............sai raam sai shyam
poore palampur journey mei sai ram mere sang thea .
2 comments:
Wah Maa, darshan bhi ek dum se hojate hai, phir hamesha apne saath hi rahete hai, baatein karte hai, blessings dete hai. Yeh prem kahani jab shuru hote hai, to sada ke liye hi hote hai.
do buddha ki bate sunke aisa hota hai kab hamare saath aisa hoga! so uske liye mai khub try karunga---PARAM MAA--aapke exp sunke bahot achha lagta hai and existgence per puri shraddha aa jati hai--thnx GURU MAA AND PARAM GURU MAA
Post a Comment