Thursday, September 18, 2008

_()_

हम में जितना अंहकार है ,
उतना ही हम परमात्मा के घर से दूर है ।
प्रभु इस तरह मिटाओ की
कभी फिर आना न हो ..

2 comments:

Anonymous said...

Please show me the Aham-Akar
[ Ahamkar ] and I will surely Destroy IT.........
Belive it or not......

Unknown said...

DEAR VIKAS......
hum mei hamare SWA-BHAV ko chod kar jo bhi hai jo Ahamkar hi tho hai..
hamare gun ,sagun ,nirgun ,aachar ,vichar ,bhav sab ahamkar ke hi tho awsesh hai .sarer se honewale identities se aap jitna jude hote ho utna hi aap apne SWABHAV se dor hote ho.
Hum yeh ahamkar kaise kise ko dikhayea yeh tho swam ki SELF KI MIRROR per reflect ho jata hai .
KHUD ko hi khud ki sari kahani maloom hoti hai .aur ahamkar se prithak hokar mei apne self mei tabhi mil sakti hu jab yeh aham ka bhav bhi poori tarah source mei vilin ho jae .
kabir ki yeh behad pyari pankti abhi anita ke bhittar hone wale bhav ki kahani darsati hai
SUN MARE ,AJAPA MARE ,ANHAD HU MARI JAE...
2)...KAB MARIHOO KAB BHATAHI
PORAN PARMANAND
_()_